Sach kewal wahi nahi hota jo hame dikhayi deta hai, ya jo hum mahsoos karte hain. Kabhi kabhi sach iss ke bilkul vipreet hota hai. Thik isi tarah sab ke liye sach el saman bhi nahi ... Read more
Sach kewal wahi nahi hota jo hame dikhayi deta hai, ya jo hum mahsoos karte hain. Kabhi kabhi sach iss ke bilkul vipreet hota hai. Thik isi tarah sab ke liye sach el saman bhi nahi hota. Ise Siddho aur muniyo ne hi nahi, balki sadharan jan ne bhi apne anubhav me mahsoos kiya hai. Esa akhir kyu hota hai, Health shots Podcast Mann ki Medha ke aaj ke iss episode me bata rahi hain life coach Dr. Medjavi Jain. Read more
Hum jante hain ki azadi ko hasil karne me jo sabse sashakt auzar bana wo ahimsa ka siddhant hi tha. Jain darshan me ahimasa ko sabse zyada mahatva diya gaya hai. Isi shakti ko bahu ... Read more
Hum jante hain ki azadi ko hasil karne me jo sabse sashakt auzar bana wo ahimsa ka siddhant hi tha. Jain darshan me ahimasa ko sabse zyada mahatva diya gaya hai. Isi shakti ko bahut se mahan logo na samajha hai aur amal me laya hai. Aaiye jane ki ahimsa me esa kya hai, jo sari duniya ise itna mahtava de rahi hai. Read more
Kala kya hai , iss par lagatar bahas hoti rahi hai. Par jis basic point par hum sab razi hote hain, unme skill ke sath kiya jane wala koi bhi kam kala yani art ki shreni me aa sakt ... Read more
Kala kya hai , iss par lagatar bahas hoti rahi hai. Par jis basic point par hum sab razi hote hain, unme skill ke sath kiya jane wala koi bhi kam kala yani art ki shreni me aa sakta hai. Yakinan art apko jiwan ka uddheya deti hai. par kya aap janti hain ki art apko stress free bhi rakh sakti hai! Healthshots hindi podcast Mann ki Medha ke iss episode me life coach Dr. Medhavi Jain bata rahi hain, iss bare me kuchh zaruri baten. Read more
Vinamrata ek shandar quality hai. Par ye sach hai ki sabhi me nahi hoti. Aap jitne bade hote jate hain, aap me vinamrata utni hi badhti jati hai. Shayad yahi badappan ki bhi nishan ... Read more
Vinamrata ek shandar quality hai. Par ye sach hai ki sabhi me nahi hoti. Aap jitne bade hote jate hain, aap me vinamrata utni hi badhti jati hai. Shayad yahi badappan ki bhi nishani hai. Mann ki Medha ke iss episode me life coach Dr. Medhavi Jain bata rahin hain ki kaise vinamrata apko ek behtareen insan banne me madad karti hai. Read more
Apne bare me aur apne aaspass ke bare me janna hum kab se shuru karte hain? Adult hone par, school jane par ya janm se hi? Healthshots hindi podcast Mann Ki Medha ke iss episode me ... Read more
Apne bare me aur apne aaspass ke bare me janna hum kab se shuru karte hain? Adult hone par, school jane par ya janm se hi? Healthshots hindi podcast Mann Ki Medha ke iss episode me life coach Dr. Medhavi Jain bat rahin hain janne aur samajhne ki isi yatra ke bare me. Read more
Summary Death kisi ki bhi ho pareshan karti hai. Khastaur se tab jab wo kisi young person ki ho. Jiske jane ki abhi hamne kalpana bhi nahi ki thi. Fir chahe wo hamare parivar ka h ... Read more
Summary Death kisi ki bhi ho pareshan karti hai. Khastaur se tab jab wo kisi young person ki ho. Jiske jane ki abhi hamne kalpana bhi nahi ki thi. Fir chahe wo hamare parivar ka hissa na ho tab bhi hame vichlit karti hai. Par kya death vakayi kisi cheez ka ant hai? Ya ye kuchh aur bhi hai ? Healthshots Podcast Mann Ki Medha ke iss episode me bat kar rahin hain Dr. Medhavi jain. Read more
World ko Yoga Bharat ki den hai. Ye ekmatra esi scientific practice hai jo na sirf apko physically active rakhti hai, blaki mentally aur emotional strong bhi banati hai. Aaiye jan ... Read more
World ko Yoga Bharat ki den hai. Ye ekmatra esi scientific practice hai jo na sirf apko physically active rakhti hai, blaki mentally aur emotional strong bhi banati hai. Aaiye jante hain kaise, Healthshots podcast Mann Ki Medha ke iss episode me life coach Dr. Medhavi Jain ke sath. Read more
Hum sabhi janm ke sath hi kuchh emotions se bandh jate hain. Inme kuchh positive hote hain aur kuchh negative. Jinhe hum apne se door karna chahte hain. Par kya hum wakayi esa kar ... Read more
Hum sabhi janm ke sath hi kuchh emotions se bandh jate hain. Inme kuchh positive hote hain aur kuchh negative. Jinhe hum apne se door karna chahte hain. Par kya hum wakayi esa kar pate hain? Healthshots podcast Mann Ki Medha ke iss episode me Dr. Medhavi Jain emotions ko identify karne ki zarurat samjah rahin hain. Read more
Jiwan me hum sabhi ko do tarah ke raste milte hain. Ek, jo hame unnati ki aur le jata hai aur dusra jo hame avnati ki aur le jata hai. Par inhe pahchannae ke liye apko sajag hona h ... Read more
Jiwan me hum sabhi ko do tarah ke raste milte hain. Ek, jo hame unnati ki aur le jata hai aur dusra jo hame avnati ki aur le jata hai. Par inhe pahchannae ke liye apko sajag hona hoga. Tabhi aap apne jiwan ke liye sahi rasta chun payenge. Read more
Jab hum ek ideal state, society ya community ki bat karte hain, tab hum kalpana karte hain kin esi jagah ya sthiti me koi bhi apradh nahi hoga, Koi kisi se darega nahi, kisi ko kis ... Read more
Jab hum ek ideal state, society ya community ki bat karte hain, tab hum kalpana karte hain kin esi jagah ya sthiti me koi bhi apradh nahi hoga, Koi kisi se darega nahi, kisi ko kisi se nafrat nahi hogi. Par kya ye poori tarah sambhav hai? kyuki kisi ka dill dukhana bhi asal me ek apradh hai. Aur hum sabhi kabhi na kabhi iske apradhi hain. Read more