Jab Tak Aatma Ki Mukti Nahi Hoti, Tab Tak Woh Wahi Rehti Hai Ya Usse Mara Jata Hai, Yeh kahani shuru hoti hai ek gaaon mein, jahan do pyar karne wale samaj se door bhaag jana chaht ... Read more
Jab Tak Aatma Ki Mukti Nahi Hoti, Tab Tak Woh Wahi Rehti Hai Ya Usse Mara Jata Hai, Yeh kahani shuru hoti hai ek gaaon mein, jahan do pyar karne wale samaj se door bhaag jana chahte the. Lekin aakhir kaar, achanak Shobha kahin gayab ho gayi. Bansi Chacha ki maut ke baad, unka parivaar aur gaon wale sab kuch samajhne ki koshish kar rahe the, lekin jo sachai saamne aayi, woh kisi ne nahi sochi thi. Lekin kyun sab kuch ek dum se alag ho gaya? Chhat par, deewaron par, har jagah gol-gol chalak apne aap likhe ja rahe the. Iske peeche Bansi Chacha ka saya tha ya Shobha ka? Kya Shobha waaqai gayab hui thi ya uski hatya ki gayi thi? Agar aapko is kahani ke baare mein aur jaan na hai, toh yeh episode zaroor sunna! Read more
Bhoot Bangla Hotel: Hum sabko Bhagwan mein vishwas hai, lekin aatma mein kyun nahi? Jaise andhera hota hai, waise hi savera hota hai. Yeh hi maan na tha meera ka, yeh kahani hai ek ... Read more
Bhoot Bangla Hotel: Hum sabko Bhagwan mein vishwas hai, lekin aatma mein kyun nahi? Jaise andhera hota hai, waise hi savera hota hai. Yeh hi maan na tha meera ka, yeh kahani hai ek couple ki jo apna honeymoon manane haunted hotel mein rehte hain. Shadi ke baad, Meera aur Abhinav honeymoon ke liye Dehradun aaye the, lekin jo kuch unhone wahan dekha, usne unki zindagi ka rukh hi badal diya. Hotel ka mahaul bilkul alag tha, lekin abhi tak unhone socha tha ki sab kuch thik hai. Jaise hi unka raat ka safar shuru hota hai, cheezain ajeeb ho jaati hain. Pehle to, ek ajeeb si awaaz sunayi dene lagti hai, lekin abhinav ko lagta hai ki bas kuch kaam chal raha hai. Lekin jab raat ke andhere mein kuch aur hi dikhayi dene lagta hai, tab sab kuch saaf dikahi dene lag jata hai.Meera ke saath kuch to ajeeb hota hai, aur Abhinav ko samajh mein nahi aata ki kya ho raha hai. Kya yeh sach mein koi saya hai? Ya phir kuch aur? Kya yeh hotel “haunted” tha ya phir kuch aur tha jo unhe andar jaane ke baadh hi pata chala ? Pura jaanne ke liye yeh episode zaroor sunna. Read more
"Laalach insaan se kya kya nahi karwata? Yeh kahani ek doctor ki hai, jismein uski zindagi ka ek purana sach ab uska peecha nahi chhod raha. Saalon pehle, doctor ne apne lalach ke ... Read more
"Laalach insaan se kya kya nahi karwata? Yeh kahani ek doctor ki hai, jismein uski zindagi ka ek purana sach ab uska peecha nahi chhod raha. Saalon pehle, doctor ne apne lalach ke chakkar mein aise faisle liye jo na sirf uski professionalism par sawal uthate hain, balki uski khud ki zindagi ke liye bhi khatra ban gaye. Us waqt usne gareebon ki madad se apna haath peeche kheench liya tha, aur wajah thi – uska laalch. Ek raat, usse ek anjan number se call aati hai, jismein ek aadmi madad ki pukar kar raha hota hai. Doctor ka mann usse bachane ke liye taayaar ho jata hai, aur voh turant apna ghar chhod kar us gaon ke liye nikal padta hai. Lekin jab voh wahan pahuncha, toh jo usne dekha, usne uski poori duniya hila di. Kyunki jis wajah se voh gaya tha, wahan na koi mareez tha aur na hi koi insaan. Toh fir usse call kisne ki? Usse mareez ke kamre tak le jaane wala aadmi kaun tha? Aur kyun usse hi is kaam ke liye chuna gaya? Ek kamra, jahan sirf laashe thi… yeh sab kya tha? Pura sach jaanne ke liye yeh episode zaroor suniye!" Read more
ek chhoti si laparvai ne uske poore parivaar ko khatam kar diya. Ek raaz, jo shuru hota hai ek darawne khwab se, dheere-dheere asli zindagi mein utar aata hai. Maa, beta, aur ek gh ... Read more
ek chhoti si laparvai ne uske poore parivaar ko khatam kar diya. Ek raaz, jo shuru hota hai ek darawne khwab se, dheere-dheere asli zindagi mein utar aata hai. Maa, beta, aur ek ghutan bhari khamoshi, jo andar hi andar kuch aur bayaan kar rahi thi. Jaane kya hua jo pyaar karne waala parivaar janwaron se bhi bura ban gaya. Maa ka khaana chhod kar, uska maas kyu khaya ja raha tha? Aur Annu ke andar ka gussa ek aisi kahani likh gaya jo raat khatam hone ke baad bhi khatam nahi hoti. Kya ye ek laaparvahi ka natija tha ya kuch aur? Aap bhi suniyega, kyunki yeh ek aisi kahani hai jo khatam hone ke baad bhi kavyatmak tareeke se lagti hai. Read more
aj ki kahani me ap sunege ki kese Addu ne apne kamre mein fasi laga li, aur jo chiz uske pass se milti hai woh hai ek gudiya – ek ajeeb aur darawni gudiya jisme ek fanda bana hua t ... Read more
aj ki kahani me ap sunege ki kese Addu ne apne kamre mein fasi laga li, aur jo chiz uske pass se milti hai woh hai ek gudiya – ek ajeeb aur darawni gudiya jisme ek fanda bana hua tha. Kahani kehte hain ki yeh koi aam gudiya nahi thi, balki kala jadu se judi hui thi. Har din ke saath, iss gudiya ke raaz aur gehre hote gaye, aur Addu ki maut ka sach samajhna aur bhi mushkil. Kya yeh sirf ek ittefaq tha? Ya fir kisi ne jaan bujh kar Addu ki zindagi se khela? Yeh kahani ek aise raaz ki hai, jo pyaar aur vishwas ko kaala jadu ke andheron mein kheench le jaata hai. Suniyega aur khud faisla kijiye Read more
Aaj ke episode me dekhiye kaise ishq hamesha apna raasta dhoond hi leta hai. Ye kahani hai Jenny aur Rohit ki, jo college ke classmates the, par kabhi apne dil ki baat keh nahi paa ... Read more
Aaj ke episode me dekhiye kaise ishq hamesha apna raasta dhoond hi leta hai. Ye kahani hai Jenny aur Rohit ki, jo college ke classmates the, par kabhi apne dil ki baat keh nahi paaye. Jenny ke liye, Rohit tha college ka most wanted person, cricket team ka head, aur woh thi simple si ladki jo bheed se door rehna pasand karti thi. Jab ghar ki responsibilities ne usse ghera, toh woh khud ko kho baithi, lekin uska pyaar tab bhi zinda tha aur aaj bhi hai. Dekho kaise woh Rohit ke liye wapas aati hai. Read more
Tune in to hear how, in the year 2002, he found himself witnessing scenes from the 1930s through a door that was always kept closed. To his surprise, not only was the room now open ... Read more
Tune in to hear how, in the year 2002, he found himself witnessing scenes from the 1930s through a door that was always kept closed. To his surprise, not only was the room now open, but he could see things that others could not. Read more
Kehte hain ki maut sirf marne wale ko nahi aati, uske paas unse nishwarth prem karne walon ka bhi ek hissa unke sath chala jata hai. Yeh kahani hai Chintu ki jiska is duniya mein k ... Read more
Kehte hain ki maut sirf marne wale ko nahi aati, uske paas unse nishwarth prem karne walon ka bhi ek hissa unke sath chala jata hai. Yeh kahani hai Chintu ki jiska is duniya mein koi nahi sirf ek behen hai, par woh bhi usse door, dusre desh mein. Lekin kya ho agar Chintu jaise aapko bhi Yamraj dikhne lage, isliye nahi ki woh aapko lene aaye hain balki isliye ki aapko jeene ka ek kaaran dene aaye hain. Aaiye jaante hain aakhir kyu Chintu jeene ki ichha chhod chuka hai aur kyu usse Yamraj baar baar dikh rahe hain. Read more
Mukti akhir kya hai? Kehte hai agar maut ka zimmedar koi hai to us atma ko wahi ek chehra yaad rehta hai. Aur yeh hi kahani hai Sunil ki, jiska poora parivar 2001 ke bhukamp hadse ... Read more
Mukti akhir kya hai? Kehte hai agar maut ka zimmedar koi hai to us atma ko wahi ek chehra yaad rehta hai. Aur yeh hi kahani hai Sunil ki, jiska poora parivar 2001 ke bhukamp hadse mein khatam ho gaya. Sunil bahut chhota tha us samay, lekin uska mukti se akhir kya lena? Akhir kyu woh chehra uski aankhon ke samne saalon se aa raha hai? Jaaniye ki akhir kya hone wala hai aaj ke episode mein. Read more
Kyun Vishal ko voh ajeeb si awazein aati thin? Aakhir aisa kon tha jiski awazein uski kanon mein goonjti thin? Tune in to listen to the latest episode and janiya kyun kuch kahaniya ... Read more
Kyun Vishal ko voh ajeeb si awazein aati thin? Aakhir aisa kon tha jiski awazein uski kanon mein goonjti thin? Tune in to listen to the latest episode and janiya kyun kuch kahaniyan adhuri rehe jati hain! Read more