Follow
Partner with Us
Bhola
Bhola
00:00 / 00:00

Available Episodes

EPISODE 114

Aaj ke episode me dekhiye kaise ishq hamesha apna raasta dhoond hi leta hai. Ye kahani hai Jenny aur Rohit ki, jo college ke classmates the, par kabhi apne dil ki baat keh nahi paa ... Read more

Aaj ke episode me dekhiye kaise ishq hamesha apna raasta dhoond hi leta hai. Ye kahani hai Jenny aur Rohit ki, jo college ke classmates the, par kabhi apne dil ki baat keh nahi paaye. Jenny ke liye, Rohit tha college ka most wanted person, cricket team ka head, aur woh thi simple si ladki jo bheed se door rehna pasand karti thi. Jab ghar ki responsibilities ne usse ghera, toh woh khud ko kho baithi, lekin uska pyaar tab bhi zinda tha aur aaj bhi hai. Dekho kaise woh Rohit ke liye wapas aati hai. Read more

EPISODE 113

Kehte hain ki pyaar mein kuch raaz hamesha chhupaye nahi jaa sakte. Ye kahani hai Avi aur Pooja ki, jinke beech ek aesa raaz hai jo unke rishte ko badal ke rakh dega. Jab Pooja ne ... Read more

Kehte hain ki pyaar mein kuch raaz hamesha chhupaye nahi jaa sakte. Ye kahani hai Avi aur Pooja ki, jinke beech ek aesa raaz hai jo unke rishte ko badal ke rakh dega. Jab Pooja ne Avi ke hamesha pehene hue glove par sawaal uthaya, toh ek aise raaz ka parda faash hua, jo pyaar, nafrat aur dosti ke naye pehlu dikhata hai. Kya Avi apne raaz ko Pooja ke saamne laake apne rishte ko bacha paayega? Ya ye raaz un dono ke beech faasla badha dega? Is kahani ko suniye aur jaaniye, kyunki kabhi kabhi pyaar mein bhi kuch chhupana padta hai. Read more

EPISODE 112

Tune in to hear how, in the year 2002, he found himself witnessing scenes from the 1930s through a door that was always kept closed. To his surprise, not only was the room now open ... Read more

Tune in to hear how, in the year 2002, he found himself witnessing scenes from the 1930s through a door that was always kept closed. To his surprise, not only was the room now open, but he could see things that others could not. Read more

EPISODE 111

Kehte hain ki maut sirf marne wale ko nahi aati, uske paas unse nishwarth prem karne walon ka bhi ek hissa unke sath chala jata hai. Yeh kahani hai Chintu ki jiska is duniya mein k ... Read more

Kehte hain ki maut sirf marne wale ko nahi aati, uske paas unse nishwarth prem karne walon ka bhi ek hissa unke sath chala jata hai. Yeh kahani hai Chintu ki jiska is duniya mein koi nahi sirf ek behen hai, par woh bhi usse door, dusre desh mein. Lekin kya ho agar Chintu jaise aapko bhi Yamraj dikhne lage, isliye nahi ki woh aapko lene aaye hain balki isliye ki aapko jeene ka ek kaaran dene aaye hain. Aaiye jaante hain aakhir kyu Chintu jeene ki ichha chhod chuka hai aur kyu usse Yamraj baar baar dikh rahe hain. Read more

EPISODE 110

Mukti akhir kya hai? Kehte hai agar maut ka zimmedar koi hai to us atma ko wahi ek chehra yaad rehta hai. Aur yeh hi kahani hai Sunil ki, jiska poora parivar 2001 ke bhukamp hadse ... Read more

Mukti akhir kya hai? Kehte hai agar maut ka zimmedar koi hai to us atma ko wahi ek chehra yaad rehta hai. Aur yeh hi kahani hai Sunil ki, jiska poora parivar 2001 ke bhukamp hadse mein khatam ho gaya. Sunil bahut chhota tha us samay, lekin uska mukti se akhir kya lena? Akhir kyu woh chehra uski aankhon ke samne saalon se aa raha hai? Jaaniye ki akhir kya hone wala hai aaj ke episode mein. Read more

EPISODE 109

Kyun Vishal ko voh ajeeb si awazein aati thin? Aakhir aisa kon tha jiski awazein uski kanon mein goonjti thin? Tune in to listen to the latest episode and janiya kyun kuch kahaniya ... Read more

Kyun Vishal ko voh ajeeb si awazein aati thin? Aakhir aisa kon tha jiski awazein uski kanon mein goonjti thin? Tune in to listen to the latest episode and janiya kyun kuch kahaniyan adhuri rehe jati hain! Read more

EPISODE 108

"Udhar chaiye kuch chand paiso ka ho ya kisi ke maut ka, wapas lautana hi padhta hai yeh kahani hai khoon ke udhar ki, jisse wapas karne uski beti ayi hai. Ek gehna hai na, zindagi ... Read more

"Udhar chaiye kuch chand paiso ka ho ya kisi ke maut ka, wapas lautana hi padhta hai yeh kahani hai khoon ke udhar ki, jisse wapas karne uski beti ayi hai. Ek gehna hai na, zindagi kaisi hai, yeh paheli hai haiye. dekhte hain ki Anoop ki zindagi bhi ek paheli ki tarah ulajh jayegi ya phir... Read more

EPISODE 107

Apne ap ko lekhak khena asan hai lakin ek lakhak hi janta hai apne kalam ki asli Takat. Know how amit who just claimed himself as a writer but exposed by a roommate who used to liv ... Read more

Apne ap ko lekhak khena asan hai lakin ek lakhak hi janta hai apne kalam ki asli Takat. Know how amit who just claimed himself as a writer but exposed by a roommate who used to live their and how he ended up in a death trap Read more

EPISODE 106

Kya khubsurti daravani bhi ho sakti hai? Jo Dil ka saaf dikhai de jaruri nhi ki hakikat bhi wahi ho? Join us as we are going to take you through a story where something is bound to ... Read more

Kya khubsurti daravani bhi ho sakti hai? Jo Dil ka saaf dikhai de jaruri nhi ki hakikat bhi wahi ho? Join us as we are going to take you through a story where something is bound to happen but don't know who is behind them maybe they know them or maybe not but she knows them. Read more

EPISODE 105

Azad apne zimmedariyon se, Azad apne sapnon ko chunne ke liye, Azad apna sapna cricketer banne ka iarda rakhte hai. Yeh kahani hai Azad ki, jiska agla Kapil Dev banne ki chah thi. ... Read more

Azad apne zimmedariyon se, Azad apne sapnon ko chunne ke liye, Azad apna sapna cricketer banne ka iarda rakhte hai. Yeh kahani hai Azad ki, jiska agla Kapil Dev banne ki chah thi. Vo din raat mehnat karta hai aur apne sapne ko poora karne ke liye laga rehta hai. Lekin us sapne ko poora karne se pehle humein sabko ek exam dena padhta hai. Lekin kya hota hai jab Azad ki madad Azad hi karta hai? Jab sab dusre team ke samne out ho rahe hain aur ek iklauta Azad hi puri team ko jeetata hai, toh kya hai is jeet ke peeche ka raaz? Read more

1 2 3 12
×

COOKIES AND PRIVACY

The Website uses cookies to ensure you get the best experience on our website. If you continue browsing you will be providing your consent to our use of these.

Privacy Policy