Follow
Partner with Us
EP- 80, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Divorce doesn't mean the end of happiness
EP- 80, Breaking beauty stereotype with RJ Sona | Divorce doesn't mean the end of happiness
00:00 / 00:00

Available Episodes

EPISODE 86

Female employees ke bare me bahut sare taboos tootne lage hain. Par ab bhi female boss par companies bahut kam trust karti hain. Unhe aksar taken for granted liya jata hai. Jabki s ... Read more

Female employees ke bare me bahut sare taboos tootne lage hain. Par ab bhi female boss par companies bahut kam trust karti hain. Unhe aksar taken for granted liya jata hai. Jabki subordinates women boss ki kabiliyat par sandeh karte hain. Islie sirf equal pay hi nahi equal trust aur equal respect ki bhi zarurat hai. Read more

EPISODE 85

Hum aksar women ke bare me bias par discuss karte hain. Par kya hamne kabhi socha hai ki hamare aaspass ke purush bhi bahut sare unwanted burden jhel rahe hote hai. Breaking beaut ... Read more

Hum aksar women ke bare me bias par discuss karte hain. Par kya hamne kabhi socha hai ki hamare aaspass ke purush bhi bahut sare unwanted burden jhel rahe hote hai. Breaking beauty stereotype ke iss episode me hum ese hi stereotypes par bat karenge. Healthshots Hindi Podcast me sunte rahiye RJ Sona ko. Read more

EPISODE 84

Har taraf Navratri ki dhoom machi hai. Deviyo ke roop me hum har Stree shakti ki upasana kar rahe hain. Par kya wakayi hum Aurato ka samman karna jante hai? Kya hum sachmuch taiyar ... Read more

Har taraf Navratri ki dhoom machi hai. Deviyo ke roop me hum har Stree shakti ki upasana kar rahe hain. Par kya wakayi hum Aurato ka samman karna jante hai? Kya hum sachmuch taiyar hain apne aaspass ki har Aurat ka samman karne ke liye? Healthshots podcast Breaking beauty stereotype ke iss episode me RJ sona kar rahi hain stree ke samman aur apke wyavahar par bat. Tune in kijiye HT smartcast. Read more

EPISODE 83

Gender Equality iss samay ki zarurat hai. Aaj India hi nahi duniya bhar me iski maang ki ja rahi hai. Hum sabhi iske liye koshish bhi kar rahe hain. Par career ke front par aksar n ... Read more

Gender Equality iss samay ki zarurat hai. Aaj India hi nahi duniya bhar me iski maang ki ja rahi hai. Hum sabhi iske liye koshish bhi kar rahe hain. Par career ke front par aksar nirasha hath lagti hai, jab hum dekhte han ki same job aur same qualification ke bawjood women ko men se kam pay kiya jata hai. Healthshots podcast Breaking Beauty stereotype ke aaj ke iss episode me RJ Sona ke sath karte hain gender equality in India par bat. Read more

EPISODE 82

Shadi do logo ka hi nahi, do pariwaro ka bhi mel hota hai, esa kaha jata hai. Par ab jab shadi me tamam tarah ke stereotype toot rahe hain, tab ye sochne ka bhi samay hai ki, shadi ... Read more

Shadi do logo ka hi nahi, do pariwaro ka bhi mel hota hai, esa kaha jata hai. Par ab jab shadi me tamam tarah ke stereotype toot rahe hain, tab ye sochne ka bhi samay hai ki, shadi me kiski khushi zyada important hai, Bride ki ya, bride ke khandaan ki. Read more

EPISODE 81

Breaking beauty stereotype ka naya episode lekar hum apke sath hain. Aapjante hi hain ki iss podcast me hum tamam taboos ko todate hain. Toh kyu na aaj bullying ke khilaf morcha kh ... Read more

Breaking beauty stereotype ka naya episode lekar hum apke sath hain. Aapjante hi hain ki iss podcast me hum tamam taboos ko todate hain. Toh kyu na aaj bullying ke khilaf morcha khola jaye! BBS ke iss episode me RJ sona bata rahin hain bullying se nipatane ka ek interesting tarika. Read more

EPISODE 80

Aap girl hain ya boy hain, aap kese dikhna chahte hain ye poori tarah apki marzi hai. Apne looks aur apni choice ke liye dusro ki permission ki zarurat nahi hai. Read more

Aap girl hain ya boy hain, aap kese dikhna chahte hain ye poori tarah apki marzi hai. Apne looks aur apni choice ke liye dusro ki permission ki zarurat nahi hai. Read more

EPISODE 79

Ladkiyon ki shadi hamesha se talk of the town rahi hai, Pata nahi kyu. Khastaur se agar wo koi celebrity ho toh logo ko kuchh zyada hi interest aane lagta hai. Lalit modi ke tweet ... Read more

Ladkiyon ki shadi hamesha se talk of the town rahi hai, Pata nahi kyu. Khastaur se agar wo koi celebrity ho toh logo ko kuchh zyada hi interest aane lagta hai. Lalit modi ke tweet ke bad sushmita ke deewano ki ginti bhi ajab gajab hai. Read more

EPISODE 78

Workplace par tarah tarah ki gossips aur politics hoti hain. Esi hi ek politics hai kisi dusre ka credit hadap lena. Par kya haota hai esa karne walo ke sath, Breaking beauty stere ... Read more

Workplace par tarah tarah ki gossips aur politics hoti hain. Esi hi ek politics hai kisi dusre ka credit hadap lena. Par kya haota hai esa karne walo ke sath, Breaking beauty stereotype ke aaj ke iss episode me bata rahin hai RJ Sona. Read more

EPISODE 77

Kuchh logo ko lagta hai ki women jhatpat khana bana leti hain, Jabki kuch ko lagta hai ki jab men khana banate hain to wo zyada tasty hota hai. Well, cooking kisi ka shauk, zimmeda ... Read more

Kuchh logo ko lagta hai ki women jhatpat khana bana leti hain, Jabki kuch ko lagta hai ki jab men khana banate hain to wo zyada tasty hota hai. Well, cooking kisi ka shauk, zimmedari ya zarurat ho sakti hai. Par ye gender ka masla toh bilkul nahin hain. Health shots podcast Breaking beauty stereotype ke iss episode me RJ sona bata rahin hain kaise. Read more

1 2 3 9
×

COOKIES AND PRIVACY

The Website uses cookies to ensure you get the best experience on our website. If you continue browsing you will be providing your consent to our use of these.

Privacy Policy